Skip to main content

Posts

Featured

Mausam

SUMMER Ye shant sa mausam Laharate hue paid(tree) Ye na dikhne wali hawayein Kuch kehana chati hai tumse, Tumhe kuch batana chati hai, Kya hai wo sach jo tumhe sach karne hai, Ky hai humare jeena ka maksad, Kya isi zindagi ke liye hum janme the, Sapno ko dabaye, armaano ka gala ghot kar agar jee rahe hoo tum To pucho khud se, Kya zinda hoo tum! Kya zinda hoo tum!... MONSOON Wo garajte hue baadal, Bhadakti hui asmaan, Ye thandi behati hawa, Asmaan se girta paani, Ye gili mitti ki khusboo, Kuch unkahi baate khe jati hai, Jeena ka maksad bata jati hai, Jeena ka tarika sikha jati hai, Log kya khayenge soch ke jee rahe hoo tum to pucho khud se, Kya zinda hoo tum! Kya zinda hoo tum!... WINTER Ye gumsuda jaha, Wo thadi hawa, Ye halke paani ki bunde Kohara(fog) se bhara ye asmaan, Manzil ke baare me socha nahi, Raste ka pata nahi, In kohara(fog) me chupana chati hai tumhe, Kuch samjhana chati hai tumhe, Jeena ki wajha batati hai tumhe, Agar jindagi se daar da

Latest Posts

Last text

Dil hai nadan